Tuesday 17 April 2012

Dharm ki maya

Dharma ki Maya dekhiye. Kal tak jinke bare me log shradha aur bhakti ki bate kar rahe the unhi ke bare kitne tarah ki bate ho rahi hai. Main Nirmal baba ki baat kar raha hu. Kya sare dharm ki wajah paisa hai. Please think and consider the way of dharma. Kinke upar biswas kiya jaye.